Fear of exam !! परीक्षा का डर ??



Fear of exam !! परीक्षा का डर  ??

Hi,
दोस्तों अगर आपको ये आर्टिकल अच्छा लगे तो share ज़रूर करे
        Exam jab Kio Bhi Studant Iske bare me sunta he, to uske दिमाग़ me ek dar jesi soch extry karti he. realy me ye dar exam ka nahi hota he. to ye dar kiska hota he ?  देखते हे ये Article में  ।
    
   Friedns Realy me Exam Ka Dar Exam ka Nahi hota. Insan Ke Dimag Me Jitne Bhi Dar Hote He Sare डर, Jab Hum Dusro Ke Bare Me Sochte He Tabhi aate He.
  
   Jese Ke Exam Ka Dar, Yani Wo Persantag Ka Dar He, K Shayad Wo कम Aaye to ? Wo घरवालों Ka Dar He K Wo Kya Kahenge?, Wo Friends Ka Dar He, K Shayad Wo Age Na Nikal Gaye to?, Wo School Ya Collage Ka Dar He K Hamari Impression Kya Rahegi ?, Wo Job Ka Dar He K Shayad Acchi Job Nahi Milegi to ? Aese Kai Reason Hote He. Sahi Me Ye Uska Dar Hota He.

     Agar Hum Ek Minit Ke Liye ऐकांत Me Bethe Or Soche To Ye pata Chalega, Ke Ye Dar Khud Ka Hona Chahiye. Ke Mene Pure Sal क्या Kiya. क्या Mene ठीक Se पढ़ाई nahi Ki ? Mene Kaha Galti Kar di HE Jis Ke Karan Muje ye Exam Ka Dar Lag Raha He ?.

     Exam ka Dar Lagna यानिकी Aap Ne Thik Se Padhai Nahi Ki He.
Kai Log Aese Hote He Jo Sirf Acchi Job Ke Bare Me Soch Te he. Me Acchi पढ़ाई Karunga To Muje Acchi Job Milegi. Aese Hi Kai Karan Hote He, Jo पढ़ाई Ke Waqt Studant Soch Te He. Wo Agar Nahi सोचेंगे To GarVale Soch Ne Par Majboor Kar Denge. Problem Yaha Se Hi Start Hoti He.
      Jab Aap Padhai Ke Waqt Kisi Or Chiz Ke Bare Me Sochna Start Karte Ho, To Dimag Aap Ko Padhai Se Door Kar Deta he. Or Sift Job Ya koi Bhi चीज़ों  Ke Bare Me Bata Ne Lagta He. Or Wo Chizo Par Hamara Attraction Itna Badh Jata He k Or Kuch Dimag Me Ata Hi Nahi. Bs Acchi Job. Acche Percentage. In Do No Me Studant Kho Jata He.
     Agar Wo Jitna Job Or Percentage  Ke Bare Me Sochte He Utna Hi Agar Wo पढ़ाई ke Bare Me Sochna Start Kar De, to 100% Exam Ka Dar Nikal Jata He.

     Ap Ko Ye Samaj Na Hoga Ke. Jaha Aap Ko Pahoch Na He Use Sirf Ek आधार Hi Banai Ye. Use Dimag Tak Mat Pahocha Ye. Dimag Tak Ek Hi bat Pahocha Ni he, K Me Us Chiz Ke Pass Kese Pahoch Sakta Hu. Ye Agar apne Dimage tak Pahocha Diya to Dimag तुरंत Aap Ko वहाँ केसे पहोचना हे, उस Ke Raste Batana Star Karega Or आप ने Ye Har Kam Me Apply Kiya, To Ye Samaj लीजिए के Kisi Bhi Chiz Me Aap Ko Dobara Dar Nahi Lagega.

     Simple He Friends, Ke aap Ko Kahi jana He, To Pahele Raste Ke Bare Me Pata Karte Ho. Succes Hona He, To Aap Accha Kam Karne Ki कोशिश Kar te Ho, Thik उसी Tarah Se Acche Percentage Lane He, Or Dar Bhaga Na He, To Sirf Or Sirf पढ़ाई pe Hi Dhyan Dena He. Dar Apne aap Bhag Jayega.

तो friends आप को ये Article अच्छा लगा। हो तो अपने friends को share कर दीजिए ताकि उनका भी डर निकल जाए । ओर subscribe भी कर लेना ताकि मेरे आने वाले सभी article आप को मिलते रहे  ।

धन्यवाद।
Fear of exam !! परीक्षा का डर ?? Fear of exam !! परीक्षा का डर  ?? Reviewed by 7studio777 on February 17, 2020 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.